Behad Lambe Jokes aur Chutkule

Mom – Beta tu baal kyun nahi katwata??
Son – Tum samajhti nahi ho maa, ye fashion hai”
Mom – Are idiot…! Ladke wale teri behan ko dekhne aaye the aur tujhe pasand kar gaye hain.

**********

Hindi ki Teacher Class main padha rahi thi, Achanak Pappu Utha aur bola
Pappu – Mam, May i go to Washroom
Madam (Gusse Main) – Hindi nahi aati, Hindi ke Period main Hindi main Bola karo
Pappu – Bahanji, Pesaab Kar aaye
Madam – Theek hai jaao
Dusre din English ki Class main
Pappu – Bahan ji Pesaab kar aaye
Madam (Gusse main) – English ki class main English main Baat kiya karo
Pappu – OK Mam, May I go to Washroom
Madam – Ok Go
Pappu ne socha ki ab wo kisi ko sikayat ka mauka nahi dega
aur teesre din Sangeet ki Class main
Pappu (Gaana Gate hue)Yayi re Yayi re Jor se Su Su AAyi Re,
MadamTutak Tutak Tutiya Bahar Jakar Mutiyaa

Leave a Reply

error: Content is protected !!